How can we get the vehicle details from a FASTag ID : kya aap bhee fastag id numbair se fastag status chhaichk karana chaahate hai ya phir ditels chek karana chaahate hai kaise kar sakate hai. Kya aap bhi online fastag id number se usaka informtion check karna chahate hai to niche diye step ko follow kare.
FASTag is a device that uses Radio Frequency Identification (RFID) technology to make toll payments directly while the vehicle is in motion. The FASTag (RFID Tag) is affixed on the windscreen of the vehicle and enables the customer to make toll payments directly from the account linked to the FASTag.
How can we get the vehicle details from a FASTag ID
Online FASTag Check Karane Ke liye niche diye step ko follow kare.
Yadi aap online fastag check karna chahate hai to aap https://www.npci.org.in/what-we-do/netc-fastag/check-your-netc-fastag-status this link par click kare.
Jaise aap link par click karate hai to apake samne aisa dekhane ko mil jata hai, Yaha apako two option dekhane ko mil jata hai, vehicle number se aur fastag id se
Vehicle Registration Number Se check karane ke liye plate number enter kare Captcha fill kare aur CHECK STATUS button par click kare.
Yadi apako FASTag ID Se Check Karna hai to “NETC FASTag Id” par click kare, fir apana FASTag ID Number Enter Kare.
Fir apake fastag status dekhane ko mil jata hai, yaha apako yah all details dekhane ko mil jata hai.
FASTag Balance Check Using Registration Number
Kya aap bhi online vehicle registration number se real time fastag balance check karna chahate hai without any OTP Verification or Login ID Ke Fastag Balance check karane ke liye niche diye step ko follow kare.
- Instant FASTag Balance Check Karane Ke Liye https://know.vehicledetail.info/fastag-enquiry/ This Link Par Click Karen.
- Fir apake samane website open ho jata hai, Yaha apako “Enter Valid Vehicle Number” wale option me apana vehicle ka registration number Darj Kar Dena Hai.
- Apako Apana Vahan Plate Number Enter Kar ke Enquiry Button Par click Kar Dena hain.
- Jaise Aap Enquiry Button Par click karate hai to us fastag account ka balance information apako niche dekhane ko mil jata hai.
- Yaha Par apako Fastag Account Holder Ka Full Name, Cusotmer ID, Live Balance etc Details Dekhane ko mil jata hai.